Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Lyrics – Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics
Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics Naat is the latest Urdu Naat. Here One can find Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Lyrics Pdf, Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Lyrics in Urdu, Hindi & English, Aaj Ashk Mere Naat Sunain Song Ringtone, Urdu Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Download, Arabic Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Mp3 Download.
Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Mobile HD Wall Paper Free Download
Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Information:
Song Title | Aaj Ashk Mere Naat Sunain |
Genre | Naat |
Religion | Muslim |
Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Lyrics:
Aaj Ashk Mere Naat Sunain To Ajab Kya
Sun Ker Woh Mujhe Pas Bulaein To Ajab Kya.
Un Per To Ghunahagar Ka Sab Hal Khula Hai
Iss Par Bhi Who Daman Mein Chupaein To Ajab Kiya.
Muhn Dhanp Kay Rakna Ke Ghunahagaar Bohot Hoon
Mayat Ko Meri Dekhnay Ayein To Ajab Kya.
Na Zaad E Safar Hai Na Koi Kaam Bhalay Hain
Phir Bhi Hamain Sarkaar Bulain To Ajab Kya.
Deedar Key Qabil To Nahi Chashm E Tamana
Lekin Woh Kabhi Khwaab Main Aaein To Ajab Kya.
Deedar Ke Qabil To Kahan Meri Nazar Hai
Lakin Woh Kabhi Khawab Mein Aayein To Ajab Kiya.
Yeh Nisbat E Shah E Madni Aur Yeh Aansoo,
Mehshar Mein Aik Gham Say Shuraein To Ajab Kiya.
Main Aisa Khatawar Hoon Kuch Had Bhi Nahi Jis Ki
Phir Bhi Meray Aeboon Ko Chupaein To Ajab Kiya.
Paband Nawa To Nahi Faryad Ki Rasmein
Yeh Ishq Mera Haal Sunayein To Ajab Kiya.
Paband Nawa To Nahi Faryad Ki Rasmein
Aansoo Hi Mera Hal Sunaein To Ajab Kiya.
Haasil Jinhein Aqaa Ki Ghulami Ka Sharaf Hai
Thokar Say Woh Murdoon Ko Jalaaein To Ajab Kiya.
Woh Husn E Do Aalam Hain Adeeb Unkay Kadam Say
Sehra Main Agar Phool Khilayein To Ajab Kiya.
Aaj Ashk Mere Naat Sunain Naat Lyrics in Urdu:
آج اشک میری نعت سنائیں تو عجب کیا
سن کر وہ مجھے پاس بولیں تو عجب کیا
ان فی تو گھنااگر کا سب حال کھلا ہے۔
اس پر بھی کون دامن میں چھپائیں تو عجب کیا
موہن دھنپ کے رکنا کے گھناہاگار بوہت ہوں ۔
مایت کو میری دیکھنا آئے تو عجب کیا
نا زاد سفر ہے نا کوئی کام بھلائے ہیں۔
پھر بھی ہمین سرکار بولیں تو عجب کیا
دیدار کی قابیل تو نہیں چشم تمنا,
لیکین وہ کبھیخواب میں آئے تو عجب کیا
دیدار کے قابیل تو کہاں میری نظر ہے
لکین وہ کبھیخواب میں آئے تو عجب کیا۔
یہ نسبت ای شاہ مدنی اور یہ آنسو
مہشر میں ایک غم سے شورائین تو عجب کیا۔
میں عائشہ خطرہ ہوں کچھ تھا بھی نہیں جس کی
پھر بھی میرے ایبون کو چھپائیں تو عجب کیا
پبند نوا تو نہیں فریاد کی رسم
یہ عشق میرا حال سنائیں تو عجب کیا
پبند نوا تو نہیں فریاد کی رسم
آنسو ہی میرا حال سنائیں تو عجب کیا
حاصل جنہیں آقا کی غلامی کا شرف ہے۔
ٹھوکر کہو وہ مردوں کو جلائیے تو عجب کیا
واہ حسن ای دو عالم ہیں ادیب انکے قدم کہتے ہیں۔
سحر میں آگر پھول کھلیں تو عجب کیا
FOR LATEST NAAT SONG LYRICS CLICK HERE.
Note: If you find any mistakes in the lyrics, Please let us know below comment section. We will very thankful to you guys. Do you believe ‘Sharing is Caring’? If you Believe than please share these lyrics with your friends, family members and also with your loved ones so they can also enjoy it.