Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Lyrics – Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Lyrics
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Lyrics Naat is the latest Urdu Naat. Here One can find Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Lyrics Pdf, Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Lyrics in Urdu, Hindi & English, Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Song Ringtone, Urdu Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Download, Arabic Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Mp3 Download.
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Mobile HD Wall Paper Free Download
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Information:
Song Title | Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se |
Genre | Naat |
Religion | Muslim |
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Lyrics:
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
Jis Dar Ki Ghulaami Ko To Jibreel Bhi Tarse
Paidal Hi Nikalte Hain, Masaafat Ka Nahin Khauf
Thakte Hi Nahin Ham To Madine Ke Safar Se
Sunnat Pe Teri Chalne Ka Aa Jaaye Qareena
Ye Abr-E-Karam Kaash Mere Dasht Pe Barse
Zarrah Bhi Lage Gohar-O-Almaas Se Badh Kar
Dekhe To Koii Khaak-E-Arab Meri Nazar Se
Ek Main Hi Nahin Taalib-E-Jalwa Mere Aqa!
Har Ek Musalmaan Tere Deed Ko Tarse,
Naamoos-E-Muhammad Ke Liye Jaan Bhi Doon Ga
Ho Jaaun Ga Waaqif Main Shahaadat Ke Hunar Se
Dunya Ke Faqat Chand Hi Lamhaat The Guzre
Ho Aaye Payambar Mere Sadiyaun Ke Safar Se
Jo Shaam-O-Sahar Salle Alaa Kehta Rahe Ga
Aaye Ga Bulawa Usay Aqa Ke Nagar Se
Kuch Khauf Nahin Mujh Ko Kadee Dhoop Ka Amjad
Saaya Mujhe Miltaa Hai Risaalat Ke Shajar Se
Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se Naat Lyrics in Urdu:
آ جے بلاوا مجھے آقا تیرے در سے
جس ڈار کی غلامی کو تو جبریل بھی ترسے
پیدل ہی نکلتے ہیں، مصافحہ کا نہیں خوف
تھکتے ہی نہیں ہم تو مدین کے سفر سے
سنت پہ تیری چلنے کا آ جائے قرینہ
یہ ابر کرم کاش میرے دشت پر برسے۔
زرہ بھی لگے گوہر و الماس سے بد کر
دیکھے تو کوئی خاک عرب میری نظر سے
ایک میں ہی نہیں طالبِ جلوہ میرا آقا!
ہر ایک مسلمان تیرے دید کو ترسے
Naamos-E-Muhammad Ke Liye Jaan Bhi Doon Ga
ہو جان گا وقوف میں شہادت کے ہنر سے,
دنیا کے فاقت چند ہی لمہات دی گزرے۔
ہو آئے پیمبر میرے سعدیوں کے سفر سے
جو شام-او-سحر سالے الٰہ کہتا رہے گا
آئے گا بلاوا اسے آقا کے نگر سے
کچھ خوف نہیں مجھے کبھی کبھی دھوپ کا امجد
Saaya Mujhe Miltaa Hai Risaalat Ke Shajar Se
FOR LATEST NAAT SONG LYRICS CLICK HERE.
Note: If you find any mistakes in the lyrics, Please let us know below comment section. We will very thankful to you guys. Do you believe ‘Sharing is Caring’? If you Believe than please share these lyrics with your friends, family members and also with your loved ones so they can also enjoy it.